New Android Phone Lene Se Pehle Kis Kis Batao Ka Pata Hona Chahiye

Hello Dosto Kaise Ho
I hop Aap Sab Log Ache
Hi Honge,
Aaj Kal daily Market
Mai New Android Phone
Phone Aate Rehte Hai
Aeise Mai Agar Ham New
Android Phone Kharidna
Chahte Hai To Market Mai
Bahot Sare Android Phone
Available Hai Or Hum
Confuse Ho Jate Hai ki
Kon Sa Phone Parches
Kare or Agar Hum Shop
Par Mobile Kharidne Jate
Hai To  shopkeepers Hame
Aeise Aeise Phone Hamare
Samne Rakhta Hai Ki
Hamne Kabi Phone Ka
Naam bhi Suna nai hai
Kabhi Kabhi Aeise Phone
Bhi Hum Kharid Lete Hai
Or Hume Bad Mai
pachtana Padta Hai
Isliye Hame Android
Phone Ke Bare Mai
Basic Information Pata
Hona Jaruri Hai Taki
Hum Ek Good Android
Phone Parches Kar
Sake,
Android Phone

Aap New Android Phone
Kharidne Ke bare Mai
Aap Soch Rahe Hai To
Yha Par Mai Kuch Bate
Bta Rha Hu Use Minde
Mai Rakh Kar Phone
Kharide To Chliye Start
Karte Hai,

Camtasia Studio 8 Lifetime
Free Use Kaise Kare

Android Phone Se YouTube
Account Kese Banaye

New Android Phone
Lene Se Pahle Kis Bat
Ka Pata Hona Chahiye

Yha Par Mai Jo New Android
Phone Kharidne Ki Jo 
Tip bta Rha Hu Use 
Follow Karte New Android
Phone Kharide

1: Bujth


Sabse Pehle Ye Pata
Kar Le Ki Aap New 
Android Phone Lene
Ke Liye Kitna Paisa 
Kharch Karna Chahte
Hai, Us Hisab Se Phone
Kharid Sake,

2: RAM


Aaj Kal Agar Aap 10k
Rupiya Kharch Karte
Hai To Aapko 2gb Ram 
Mil Jayegi Aap Jab Bhi
New Android Phone 
Kharide To Aap Sabse
Pehle Phone Ki Ram 
Check Kar Le Kam Se
Kam 2gb Ram Honi
Chahiye.
Jitni Ram Jyada Hogi
Utna Hi Phone  Fast
Work karega Or Kam 
Ram Ka Mobile Kharide
Ge To Phone Slow Work
Karega Aur Phone Hang
Hoga Isliye Jab Aap
Phone Karide To Sabse 
Pehle Phone Ki Ram
Check Kar Le,


3: Storages 


Aaj ke New Phone Mai
Storage 8 GB Se Le Kar
32gb Tab Available Hai
Aapko Phone Mai Kam
Se Kam 16gb To Storage
Honi Chahiye Agar ise
Jyada Hai To ye Aapke
Liye Achhi Bat Hai,

4: Display


Market Mai 3.5inch Se Le
Kar 6.5inch Ki Display
Vale Phone Market Mai
Available Hai To Aap
Kam Se Kam 5inch Ki
Display Val Phone Le
Sakte Hai


5: Battery


Hum Sab Chahte Hai Ki
Hamare Phone Ki Battery
Long Time Tak Chale To
Aap Kam Se Kam 3500h
Ki Battery Honi Chahiye,


6: Camera


Aaj Kal Hum Jab Bhi New
Android Mobile Phone
Kharidne Jate Hai To Sabse
Pehle Phone Ka Camera
Check Karte Hai Baki Sab
Bhul Jate Hai To Mai Aapko
Suggest karunga Ki Aap
Sabse Pehle Baki Sab Chake
Karne ke Bad last Mai Camera
Check kare To Ab Bat Karte
Hai Camera Ki.

Aaj Ki Date Mai Jo Log New
Phone Kharidne Jate Hai To
Log Camera Ki Pixels Dekhte
Hai, Lekin Dosto Aap Same
Pixels Vale Do Alag Alag Brand
Ke Camera Ke Results Check
Kare Dono Dono Phone Ke
Camera Ke Results Aapko
Alag Alag Dekhne Ko Milange
Mai Sirf ye kehna Chahta Hu
Ki Aap Camera Ke Pixels Par
Depends Na Rhe Or Aap
Camera Ka Results And
IMG quality Check Kare,

Dosto Aap Achha Phone Lena
Chahte Hai To Kam Se Kam
8 Pixel Ka Camera Hona
Chahiye Aaj Ki Date Mai
8 Pixel Se Le Kar 23pixel ke
Normal Phone Mil jayenge

7: Brand 


Aaj Ki Date Mai Bahot
Si Brand Available Hai
Ush Mai Se Kuch Brand
Aesi Hai Jo Hamare State
Mai Available Nahi Hai
Isliye Sabse Pehle Ye Pata
Kar Le Ki Aap Jish Brand
Ka Mobile Phone Le Rahe
Hai Ush Brand Ka Service
Center Aap Ke State Mai
Hai Ya Nahi Agar Hai To
Aap Ush Phone Ko Le
Sakte Hai Aur Nahi Hai
To Mera Suggestion Hai
Ki Aap Ush Phone Ko Aap
Na Le ,


Note:

Jab Bhi Aap New Android
Phone Kharidne To Aap
Apni pasand Ka Phone
Kharide.

Ish post Ko Follow Kerke
Ek Badhiya Android Phone
Parches Kar Sakte Hai,

I hop Aapko Ye post Pasand
Aayi Hogi Agar Post Pasand
Aayi To Aapne Dosto Ke Sath
Sher Karke Apne Dosto Ko Bhi
Ek Achha New Android Phone
Parches Karane Mai Help Kare

Thanks...........For.............................
........................................... Readings

Previous
Next Post »
Thanks for your comment